What Is Permalink
Permalink Kia Ha
What is Permalink, How it works, Permalink Meaning, Hindi, Urdu, Permalink Kia Ha Or Yeh Kasy Kam kara ha aj Ham aapko per marne ke bare mein bataenge permalink aapke website ka ek bahut hi zaroi SEO hota hai jo aapki post ko Google web search mein index karwata hai aur rich result Mein show karta hai Agar aapko Nahin Pata yah kya hai aur kaise kam karta hai aur aapane abhi tak apni website ka permalink set nahin kiya to is post ko Pura padhen.
Permalink Kesy Kam Karta Ha,
How Permalink Works,
Aj apko is post mein Permalink Meaning, Hundred Percent Sahi bataunga ke permalink kya hote hain aur aap blogger ki website ka permalink Kaise set kar sakte hain Jab aap Blooger ki post likhte Hain usko likhkar ready karte hain aap post ki apps Mein jakar uski setting karte hain uski description dalte Hain aur location vagaira Jahan se set karte hain vahan per Ek Option hota hai links ka use links ke option per Jab aap click karte hain to niche likha hota hai automatic link, ya custom link Jo automatic link hota hai vah automatically aapka permalink ban jata hai lekin Boss mein sometime blogger aapke sentence ko nikalkar vahan per date Dal deta hai
Automatic Permalink Example:
https://www.atifmaqboolvoice.online/2021/02/blog-post_20.html
Post ki thi Kuchh Din pahle Jiska automatic permalink yah hai ab Sach karne wala yah To Nahin Sach Karega vah Koi vote likhega Jo what is permalink Mein Nahin Hai Jay hota hai automatic permalink ab aapko bataenge custom permalink kya hota hai.
Custom Permalink Example:
https://www.atifmaqboolvoice.online/2021/03/atif-maqbool-termed-enemy-of-digital-j.html
Custom permalink Hai Jo Main Khud banaya hai ab Jab Koi Aakar Google per in word ko search Karega jo mery permalink me hen to Google usko Mera yah wala content Aakar so Karega yah hota hai custom permalink jismein aapki post ko Google per vahan karne mein jyada chance Milte Hain.
Ap zara in donon Permalinks Mein Fark check Karen Jab Koi Aakar Google per search Karega vah Koi word Sach Karega koi 1, 12 2021 yeh to nahi search kry ga Is Tarah Jo automatically automatic permalink hota hai usmein date Ho Jaati Hai Jo custom permalink hota hai usmein date vagaira show Nahin Hoti Vahi keyword show Hote Hain Jo Main keyword hote hain use post ke related ajah Se Jab Koi Google mein search karta hai to usmein bahut kam chance Hote Hain Ki aapka content search result Mein Aaye Jab aap usko custom link banate hain to usmein direct aapke Ling ko so percent chance Hote Hain Ki vah Google web search mein sabse upar Aaye. Aap apne permalink ko set kar sakte hain ummid hai aapko Parman ling ke bare mein samajh Aaj chuki Hogi Agar aapko abhi bhi koi pareshani hai yah permalink banane ke bare mein pareshan hai to aap comment Karke Mujhse puch sakte hain aur jo log yah soch rahe hain ki Pahli poston Jo Google mein index kar chuki Hain Unka permalink Kaise change kiya jaaye vah log bhi comment Mein Aakar Mujhe bata sakte hain unke liye Bhi Ek post likhunga Agar vah Mujhe bataenge to..
Maine Socha Aaj Kuchh Doston Ki help kar Dun isliye maine aaj ki yah post likhi hai agar aapko Pasand Aaye To Mujhe appreciate Jarur kijiega Taki Mujhe Is Tarah Ke topics per likhane ke liye motivation mile. Ko Apne doston ke sath ki share kijiega.