۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔Kuch Bhi Na Haasil Ho Ga۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
Lagta hai paanch December ko yahan bara dangal ho ga
Har sheher khaufnaak haalat mein misal jungle ho ga
Shehrion pe shalon ki toofani ho gi yalgaar
Saans lena bhi har sheher mein mushkil ho ga
The Azadi Times
No state grants. No corporate lobby. Just ground‑truth reporting from Kashmir & beyond
You make this possible.
Sadarati ordinance ki karega himayat jo member
Us ki siyasat ki barbaadi ka aakhri signal ho ga
Balfarz gir gayin laashain do chaar bhi yahan agar
Wohi sentalis wala phir se yahan rad-e-amal ho ga
Hukmarano khabardaar, aag se nahin khelna ab ki baar
Sab kuch kho do ge, kuch bhi na haasil ho ga
~ Ilyas Jandalvi ~۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔Kuch Bhi Na Haasil Ho Ga۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
Lagta hai paanch December ko yahan bara dangal ho ga
Har sheher khaufnaak haalat mein misal jungle ho ga
Shehrion pe shalon ki toofani ho gi yalgaar
Saans lena bhi har sheher mein mushkil ho ga
Sadarati ordinance ki karega himayat jo member
Us ki siyasat ki barbaadi ka aakhri signal ho ga
Balfarz gir gayin laashain do chaar bhi yahan agar
Wohi sentalis wala phir se yahan rad-e-amal ho ga
Hukmarano khabardaar, aag se nahin khelna ab ki baar
Sab kuch kho do ge, kuch bhi na haasil ho ga
~ Ilyas Jandalvi ~






